Monday, April 19, 2021
Joker
(Moskorata hoa Charon ka picha ka WO Dard Kisi KO dakhi NHI deta shaid yahi zindagi ki WO kurwai sachi ha.)
Ali yar tu AK comedian ha laken back the stage ma Na tujh kabhi zaida moskarata hoa Ni dekha kya wajh
Yar abbdullah asa koxh bhi tu Ni ha .ni koxh tu ha Jo tu mujh SA chupa raha ha aj tujh btana hi para ga Ni yar ASI koi baat Ni ha. Ha mujh pta ha aur tujh Mari dosti ka waida tujh aj WO baat btani para gi Abbdullah axha sai ha ab tumha btana hi para ga q ka tum mera asa picha NHI chorna wala tum Na sai kha ma asa tari jaan nhi horna wala tha sai ha.
Wo raat mujh kabhi ni bholti jab ma ghar ki taraf ja raha tha aur rasta ma phali dafa os dekh bas phr osa dekhta hi rah gya aur asa laga ka jasa mujh sirf isi ki hi talash thi aur ma ya soxhna laga ka phal tum kha thi ma tu hamasha sa baas tumh hi talash kar raha tha aur phr na jana ma kin khalon ma gom hota hi gya mujh os ka baad na tu koxh yaad raha ha baas isi kifat ma th aka w oak gari bath kar chali gyi aur ma bhi ghr ki taraf rawana ho gya os din chand Koch zada hi roshan dakhi da raha tha ya shaid ma na hi kabhi os par gour na kia tha aur halk halki si hawa chal rahi thi sardi apna ana ka ahsas dila rahi thi aur ma apna ghr ka raista par chal raha tha isi kafit ma th aka pta hi nhi lag aka kab ma ghr ka kareeb pohnch gya.
Os raat baas maina jildi sa khana kha aur jildi sa apna bistar par lait gya aur neend tu kambkhat khaan ani thi bas yuhi ankhan band karna ki koshish kart ha ka jasa hi ankhan band karta baas osi ka chara ankho ka samna a jata aur asa hi raat guzar gyi.
Aur subh utha hasib mamol abu gusa ma ka raat ko phr sahb zada lait aya han aur janab ka bara ma pta laga ha ka phala tu sirf doston ka sath lofrian hi karta tha ab tu stage par j aka drama bhi karna laga han pta ni kis miti ka bna ha kock asr hi ni hota kitni baar kah choke hook a dukan par a ja kar thori baap ki maadad hi ho ja gyi par sahib zada ko tu apna drama sa hi fursat nhi baap ka khayl kasa aya os din bhi hamasha ki tarhan maa na hi abu ko chup kara ka Bacha ha aur abhi tu is ka college khatm hoa ha aur ap chata han abhi sa is ka nazaq kandho par sara booj daal daan yahi umar ha agr doston ka sath ghom lia tu kya galt karta ha mera beta apt u wesa hi bah aka picha para rahta han aur abu g ama ki baatan bilkul bhi pasand na ayan aur gusa ma bina chai pia hi ghr sa nikal gya ama na chai pin aka kha par aba g tu gusa ma yak ha ka chala gya ka apna ladla ko hiu pilo .
Aba ka jana ama ki tawsish shorue ho gyi ka tu kl raat tu Koch zaida hi late aya tha ma nab hi raat tujh ni pocha khan goom tha ama baas ap bhi khain nit ha baas doston ka sath tha wasa hi batha tha gap shup ma time ka pta hi na lagas.
Aur baas phr kyat ha ma tu wesa hi aba ka jana ka intazar kar raha tha lab ghr sa niklan tu ma bhi jaon osa din bhi hamash ki tarhan phala Imran ka ghr gya aur ghr sa bolna ka lia bell baji hi thi ka on ka aba ki awaz kano ma pari ka aga sahib zada ka naam nahad dost aur baas ab nikal jaan ga aur taak koi ata pta ni ka kidr rahna ga.
Par Imran ko bhi mari tarhan is saab ki adyat ho gyi thi ya tu hum dono ki shaid rooz ki rutine thi aur agr subh subh aba g ki ya dant na suna tu asa lagta tha ka jasa din abhi shorue hi ni .Aur aj baas hamash ki tarhan asif bhai ka dhaba pa hi gya wahan par amjad sa bhi molkat gyi. Phala tu wo bhi hamra sath hi hota lakeen in dino kisi stage drama walon ka sath kaam karna laga tha aur jin logon ko acting ka shouq hota on k alia tu amjad sahib baan gya tha q ka wo khod tu kabhi acting karna saka paar jin logon ma waqia acting ka talent dekhta onha zaror kaam dilta par admi zuban ka bra paka tha apna kha sa kabhi mukar ta nhi tha wo mujh bhi stage drama karna ka khata aur khata tha ka tu koi aam insan ni tujh allah na bhot si salhitan di han jo mujh khood kabhi nazar nhi ayin thi paar shaid osa mujh ma chupa joker nazar a gya aur zid karna laga ka agla mahina hamra Lahore ma ak show ha aur os ka lia comedian ki zarort ha aur mujh pta tu ya kar sakta ha phala tu maina bhot inkar kia lakeen amjad sahib khaan maan wala tha aur mujh mana hi lia aur ma na bhi hami bhar li aur amjad sahib thar busy admi Koch aur daar hamra paas batha aur hum sa ijazt mangi aur kha ka ma ap sa rabta karo ga ap na lazmi chalna ha mera sath ya drama ap ki kismet badl da ga.
Aur amjad sahib tu chala gya lakeen mera dil ma AK waham SA daal gya ka maina onha Han tu kar di par ya kam itna asn bhi tu NHI.
Isi tarhan din guzrta gya raat 8 bja kareeb maina dosto sa ajizat li aur ghr ki taraf chal dia mujh tu baas hospital ka paas pohnchna jhan ma na kl osa dekha tha jhan mwo nurse ka kaam karti thi aur baas ma hospital ka kareeb ak chai wali dukan par j aka rik gya jhan sa hospital ka gate saaf nazr ata tha ya ak chota sa hospital tha jis ka andar parking ki jaga nhi thi agr is hospital koi sahb gari ma ata tu osa bhi hospital sa bhar hi mujood parking ma gari khari karna parti thi aur is wajh sa osa lena wali ven bhi chai wali dukan ka samna hi khari hoti aj bhi kal ki tarhan chand chamk raha tha aur phr wo lamha a jis ka bara ma raat bhar sochta raha tha aj ma na osa gour sa dekha tha wo bilkul chand ki tarhan thi guri rangat thudi par wo till bari bari gool ankhan os paar os ka khula hoa baal ma tu osa hi dekha ja raha tha mujh tu ya bhi khayl na raha ka chai wala mosalsal mujh hi dekh raha tha.aur jab ma jana laga tub hi wo mujh hi dekh raha tha par mujh kis ki parwa khian thi ma tu apni hi dunia ma ji raha tha Aur kis kifat ma ghr pohnch gya aur abu bhi jag raha tha aur mujh dekh ka agg bogola ho gya ka ya koi an aka time raat ka 11 baaj raha han aur sahib zaida ab a raha han maina tu aba ki ak bhi suni ma tu apni hi dunia ma magan tha.
Ama na khana ka pocha par mujh tu bhok hi nhi thi mujh tu baas os chara na hi apna sahar ma mubtla kia hoa Tha.
Ali sir ap ko show start hona wala ha loo gap ka intazar kar raha han acha tum chalo ma ata hoo abbdullah baqi ki baat ma ap ko phr kabhi sunao ga.ma ap ka intazar kar raha hoo ap jildi sa logon ka chara paar moskan bikhar kar wapis ayai mujh ap ka bari ba sabri sa intazar ha ma ap ko aj bina baat mokaml kia jana nhi doo ga jildi sa wapis ayi.
Kasa raha AP KO show baas thk hi tha AP btai ma tu ap ki intazar ma adha hoo chuke hoo chali aga btayi na please.kya baton yahi ka phr kya hoa acha g
Hona kya tha ma roz raat ko osa dekhna ka lia isi tarhan rooz ki ya rutine baan gyi thi jasa mari zindagi ka maqsad baas os ko dekhna hi rah gya tha aur isi tarhan din guzarta gya pta hi ni chala ka kaab amjad sahib ko dia ho waida ko wafa karna ka date aya gyi aura ur Lahore ka show sa 2 din phala amjad sahib mujh sa mila aur mera aba sa bhi onho na aba ko bhi man alia tha ka ya mera sath Lahore ja raha 2, 3, taak wapis a jaa ga aur aba nab hi ijzat da di ka koi kaam tu is na waisa bhi karna nhi ha thk ha Lahore sa ghom aya ga tu kya ho ja ga .
Aur is raat jab ma osa dekhna k alia pohncha tu os nab hi aj itna dino baad phali baar mari taraf nigah utha ka dekha tha mera tu jasa hawa ma jholna laga aur shaid os din mujh asa lag aka wo mujh sa khana chati thi par os alena os din w oven wala nhibalka ak black colour ki land crouser ayi thi maina os din tu is baar ma socha hi nhi ka aj isa lena ya itni bari gari ma ya nojwan kn tha.
Agla din mujh Lahore k alia rawan hona tha subh ka waqat ma aur amjad sahib gari bath kar Lahore pohnch gya aur wo stage itna kamiab rah aka mujh logon na itna pasand kia ka jo Lahore sirf 2,3 dino k alia gya thaw mera wahan pura ak mahina lag gya aur ma ak baad ak hit show karta raha aur din ba din mari makbolti barhna lagi tu aba nab hi yak ah kar ijzat da di ka is na aur tu Koch wesa bhi nhi karna is kaam ma hi sahi 4 paisa tu kamna laga ha.
Aur ak mahina baad jab ma wapis aya tu os raat bhi chand puri abo tab ka sath chamk raha tha aur ma os dekhna k alia ka aj ak mahina baad osa dekhno ga.
Ma os ka wahan khara intazar karta raha par wo shaid os din ayi hi nhi thi ma bhi intazar karna ka baad ghr ko a gya os din wesa bhi wo chai wala dukan bhi band thi jis ka paas ma khara ho kar rooz os ka intazar kia karta tha jis chai wala ka sath mari achi khasi dosti ho gyi thi os chai wala ka bara ma pta kia tu pta lag aka wo tu pichla 1 hafta sa dukan band kar ka apna gua gya hoa tha.
Agli raat phr ma hospital ka paas pohnch par wo aj phr na ayi ma ya soch ka shaid o ski tabiyat kharb ho gyi shaid is lia nhi ayi aur ma ghr wapis a gya aur taqriban ak hafta yohi guzar gya aur phr amjad sahib mujh sa mila aur kha ka ap ka jitna bhi show wo sara super hit hoa han logon na ap ko bhot pasand kia ha aur mera ak dost han jo film bna raha han aur ap ka actor ka tour par film ma rakhna chata han ma na aba sa pocha onho nab hi ajizt da di aur istarhan ma phali baar karahi a gya aur yhan a kart u jasa mari kismet hi badl gyi aur ma tariqi karta logon ka ankho k atara baan gya Koch din baad jab ma wapis apna shehr gya tu raat hona wali thi ma na driver osi hospital ki tarf gari morna ka kha aur jab ma aj os chai ki dukan paar pohncha tu dukan wala mari tarf dodta hoa aya aur mujh gla sa laga kar ap tu itna bara star baan gya hoa mujh tu laga tu ap tu mujh bhol hi gya hoo ga ma na kha nhi tumha kasa bhol sakta hoo
Tu wo mari baat samjh gya aur ka ma is waqat kis ka baara ma pochna cha raha tha Koch daar chup rahna ka bad wo dukan ka andar gya aur mujh os na ak page dia aur kha ka ya osi larki na dia ha jis dekhna ka lia tum rooz yahan ata tha mari tu khoshi ki koi intah na rahi ka kismet mujh par kitni mahrban ho gyi ha ma os kafit ko lafzon ma bayan hi nhi kar sakta par jab ma na os dukan wala ki tarf dekha tu os ka char aka tasrat Koch aur hi byan kar raha tha tab osa kha ka wo larki akhri baar os din ayi thi jab tum Lahore gya tha os din bhi osa lena koi bari si hi gari ayi thi
Ma na o ski baat puri suni hi nhi aur j aka gari ma bath gya aur os page apna gala sa lag alia ma isa aram sa ghr j aka parhna chata tha jhan mera alwa koi bhi na ho aur ma na ghr jata hi apna kamra ka darwaza band kar ka jab wo page khula tu os pa likha tha ka:
“Ma bhi AP sa otni hi mohabt karti ho jitni ka ap karta ha nap sochta hoo ga ka sirf ap hi mujh dekhta maa bhi hospital sa nikalta waqat baas yahi dua kar rahi hoti hti ka ap mujh khai nazar jaan
Par Koch dino sa ma ap sa ak baat karna cha rahi thi ka shaid hamri kismet ma judai likhi ha ma gareeb gharna ki larki hoo aur mara abu ko heart take aya on ka operation ka lia 20 lakh Rs. Chai tha aur hamra mohala ma ak bari hi ameer family rahti thi jin ka sirf ak hi beta ha jo mujh bhot pasand karta ha w oak number aware ha sharab aur jua ki laat ma doba hoa ha os ka ghr wala o ski shaadi jildi karna chata tha ka shaid shadi kabaad ya sudhr ja ga.
Ma na os ka baara ma kabhi ni socha tha par jab mari maa on sa madod mangna ka lia gyi tu wo bhi apna baap ka sath batha tha onho ak shart rakh di ka hum ap ka sohar ka alaj k alia paisa daan ga badla ap ko apni batik i shadi hamra beta sa kar na ho gyi mari maa na jab ya baat mujh btai tu ma na saaf ankar kar dia lakeen ma apna aba aura ma ka pyar ka samna majbor ho gyi aur ma na shadi ka lia han kar di ma majbor thi apna ma baap ki mohabt ma.
Mujh os waqat sirif ma baap ki mohabt nazar a rahi thi ma apna maa baap ki mohabt ma apni os mohabt ki korbani dena hi thk samjh jo abhi shorue bhi nhi hoi thi shaid hamri kismet kabhi milna tha hi nhi.
Ma dua karo gi ka Allah tumha bhatr zidagi da aur tumha har WO cheez ata kar jis ki tumh cha karo aur mujh bhol Jana.
Mujh AK khaab samjh kar bhol jao.
Tumhri aur sirf tumhri Ayesha.”
Os letter ko pahna ka baad tu jasa mara poun tela sa zameen hi nikal gyi aur jo Koch daar phala khod ko itna koshkismat samjh raha tha asa laga jasa kisi na mujh sarhi ka upr craha kar srhee ko dhaka da dia hoa aur ma achank sa niche a gira hoo mujh ab khood ko sablna tha mujh apna gaam chupa kar logon ko hasna tha aur shaid yahi mari zindagi ka asl maqsad tha aura ur ma na os din ak faisla kar li aka ma on logon ka chara par hamasha muskan laon ga jo andar sa tout choke han baas mujh jina tha logon k alia aur apna maa baap ka lia.aur os din mujh ahsas hoa ka insan jo bhi chai hota wo hi ha jo raab chata ha aur jo wo chata hi hamra lia saab sa bhatr hota.
Aj ma kamyab insan hoo aur shaid o ski hi dua thi sJo mujh kamiyabi ki dua daa kar hamash hamsha ka lia akela chore kar chali gyi.
Abbdullah kya hoa tumhri ankho ma anso.
ا رشا د با ر ی تعا لئ ھے:
"اگر تم و ہ چہو گا جو مئر ئ چھت ھا تو تمے و دو گا جو تمھر ئ چھت ھے" ؐ
by:ramish ali
Ramish Ali you are so awesome writter this superb story
ReplyDelete