Monday, April 19, 2021
soldier of pakistan army untold story
WO apna maa baap ka akolta beta tha aur os ka abu army ma major tha onho Na apna mulak k alia apni jaan qurbarn kar Di. wo bhi hamasha army ma jana chata tha aur wo parhna ma bhot liaq tha aur o ski maa osa doctor banta dekhna chati par osa tu apna abu ki tarhan army ma jana tha aur apna mulak ka lia larna tha wo hamasha apni maa sa kha Karta ka wo bhi abu ki tarhan army ma jaa ga aur apna khandan ka naam roshan kara ga par oski maa osa kabhi bhi army ma nhi bhajna chati thi par os ka saar par tu army ma jana ka bhoot sawar tha on ka dada abu bhi on ka sath hi rahta tha jin ki ak taang 1965 ki jang ma bilkul baqar ho gyi thi qjab raat ki tariqi ma dushman na hamla kia tu on dino os ka dada abu ki posting rajhistan ma thi aur dushman ki toup gola on kareeb a kar phata ar wo shaded zakhmi ho gya jis kaa baad doctors na on ki ak taang kaat di. Aur os ka dada abu osa aksar bta kart aka ham na kitni kurbani da aka ya mulak Pakistan hasil kia ha aur ab is ka dufa hamri zimadari ha aur dada abu ki inhi baato ko sun kar osa ka army jana ka shouq ab janoon baan gya thaw o tu baas sota jagta ak hi sapna dekhta th aka wo border par ja kar dushman sa lara ga.aur os ka dada abu osa bta kart aka kis tarhan hamra parosi mulak na hamra bhaion ko jo Kashmir ma rahta han on par kabza kar lia or on paar zulam sitam ki intah kar di wo hamasha socta tha ka wo bhi bara ho kar army ma jaa ga aur khandan ka naam roshan kara ga.
Yahi sochta sochta bara ho aura b wo fsc ka paper da ka free ho choke tha or os na army ma commission k alia apply kia aur wo army k alia select ho gya aur jab os na yaa baaa apni ma ko btayi tu onho na bhi osa nhi ruka q ka wo janti thi ka wo nhi maan ga q os na bachpan sa laa kar aj taak baas army ma jana ka hi sapna dekha ha or os ma na apna aklota beta ko army ma jana ki ijazat da di aur waqat ka pta bhi na laga kasa paar lag kar udta chala gya aura b wo army ma training pur kar ka apna ghr wapis aya tha o ski posting Kashmir hoi thi aur osa Koch hi din baad join karna tha aur wo din bhi a gya jab wo phala dafa army ki wardi phankar Kashmir ka on khobsorat wadion ma pohnch gya aur jab wo ak saal baad chute paar ghr aya tu o ski maa na os ka lia ak khobsorat si larki pasand kar rakhi thi aur wo jildi sa baas apna beta ki shadi karna chati thi aur wo larki aur koi nhi balaka osi ki phupo ki bati thi jo os ka sath hi bari hoi thi Koch hi dino ma dono ki shadi ho gyi. Aur abhi shadi ka 2 hafta hi guzra th aka osa army ka letter masol ho gya aur os ma likha th aka ap ki chutti cancel ho gyi ha border par halat kashida ha aur ap ko kl hi wapis duty join karni ha aur wo Koch hi daar ma tyar ho kar wardi phan kar nikal gya.aur wo larki jis ka sath oski abhi nayee nayee shadi hoi thi os akela chore kar apna mulak ka dufa ka lia border par pohnch gya thore dino baad ak army ki gari os ka ghr ka samna a kar ruki tu wo larki bhagti hoi darwaza ki tarf lapki tu osa ka samna wardi ma malbos Koch fouji khara tha aur woo s ka dada abu ko oski wardi aur Pakistan parcham da raha tha .
Aur onho nab ta ka kis bhadori sa ap ka puta na dushman ka mukabla kia aur akhar juma shadt nosha farma gya.
Thore arsa baad os ghr ma ak bacha ki padash hoi.aur waqat phr paar lag kar udta hi gya aura b wo Bacha jawan ho gya tha jis ka baap na aur dada na Pakistan k alia apni jana kurban ki thi aur wo bhi apna baap aur dada hi tarhan army ma jana ka sapna la kar bara hoa.
Aur os na bhi bhi baap aur dadaki tarhan army join kar li.jab os na army join kit u o ski dadi ki bhan na o ski maa sa kha ka tum tu phala hi apna shor ko khu choki hoo aur ab apna beta ko bhi army ma jana ki ajizt da di.tu o ski maa na sirf yahi kha ka is mulak k alia mera ak beta tu kya agr dus beta bhi hota tu on ku bhi kurban kar deti.
Mara on maao ko salam ha ha jo apna nojawan bachon ko mulak Pakistan ka difa ka lia kurban kar deti ha.
Pakistan army/Pakistan air force/Pakistan navy zinda baad
Pakistan painda baad
By: Ramish Ali
Related Posts:
soldier of pakistan army untold story WO apna maa baap ka akolta beta tha aur os ka abu army ma major tha onho Na apna mulak k alia apni jaan qurbarn kar Di. wo bhi hamasha army ma jana chata tha aur wo parhna ma bhot liaq tha aur o ski maa osa doctor banta dekh… Read More
0 Comments:
Post a Comment